Hello Friends kya app Apne Computer ko Window 10 me Upgrade karna chahte ho to is post me aapko bataunga ki aap legally Microsoft ki website se window 10 ko free me download kaise kr skte hai. bahut sare logo ko lagta hai ki window 10 bahut mehangi hai. esa bilkul nhi hai dosto is post me free me window 10 ko download karenge . chaliye dekhte hai setps ko
Requirement of downloading window 10
- Fast Internet connection
- yadi aap window 10 ko Pen drive me Download karna chte hai to pen drive laga ke rakhe apne PC me
- window 10 ki size 4gb tak khali rakhe
window 10 download kaise kre Hindi me full guide
chaliye mere dwara steps ko follow kare. aur ek bar check kar aapka Internet Speed achhi honi chahiye. OK lets start to download window 10.
Step1.
- Goto- https://www.microsoft.com/en-in/software-download/windows10
- jaha pe Download Tools Now ka button dikh raha hai use Download kr le apne computer me
Step2.
- Tools ko install kre aur aur aage ki proces ko dekhe
- niche diye gye image ko deke aur aap bhi next-next kriye
- ab aapko puch raha hai aapko window 10 ko kaha save krna hai
- apke pas do vikalp hai dono me se kahi bhi save kar le
- ab window download hone lagega . agar apki internet speed achhi hogi to jald hi aapka window download ho jayega
Window 100%download ke baad aapka apna windo daal skte hai . kisi bhi computer me aur kahi bhi. window daalna jyada muskil ka kaam to nhi me niche window kaise install krte hai uska ek video de raha hu use dekhe aur apna window daale.
How To Download Windows 10 For Free From Microsoft- Hindi Video
How To Install Window 10 - Hindi Video
Ok Dosto . enjoy your new operating system
- Read-
Is post se related koi question ho to niche comment kre. ya fir kuch aur puchhne ke liye bhi aap niche comment kare ya fir hame is Email- Contact@hindiarticles.com ke dwara hamse direct baate kar skte hai kisi bhi problem se releted . Thank you for Reading This Article.