Cyber Attack Live Map. World ke Cyber attack live kaise dekhe?

Hindi Articles

is post me ham batayenge ki cyber attak kya hai aur cyber attack live kaise dekhe. ye post jyada helpful to hi hai lekin mere kuch dosto ne  bahut din se ye question mujh se pucha tha. ki news me hackers ke bare me bahut se news ate hai aur waha cyber attack ke baare me bhi batate hai. lekin esi koi website hai jisme ham khud hi dekh ske ki cyber attack kaha aur kis country kara rahi hai. to mene todi si resarch kar ye post banaya hai. aap bhi agar interested hai to is post ko read kr skte hai.


cyber attack live map




Cyber Attack kiya hota hai 



Hacker dwara kiye gye hamle ko Cyber Attack kehte hai . Cyber attack jo internet par hone wale hamle ko kehte hai. jab kahi(internet) bade paimane par hacker dwara halme ko ko cyber attack ka name se jante hai. jaise abhi hal filal me Ramsomeware name ka cyber attak hua hai. ye baat isliye bata raha hu ki 12 may 2017 ka din internet ke history me se sabse badaa cyber attak dekhne ko mila. Ramsomeware attack bahut se country ko prabhavit kar chuka hai. Ramsomeware cyber attack ko aur janne ke liye yahan jayen. ramsomeware hindi me.





Cyber attack live kaise dekhe



me kuch website ke name bata raha hu jisme aapk dekh skte hai ki kis kis country me attack ho rahe hai aur kon si country attack kar rahi hai. 



  1. Map Norsecorp

  2. FireEye

  3. Fortinet Threat Map

  4. Digital Attack Map

  5. Cyber threat Real time map

  6. Threat cloud map



ye kuch website ke name hai jaha se aap pure World me hone wale Cyber Attack ko aap live dekh skte hai. and andaja laga skte hai ki kon si country me attach hote rahte hai. 



ye ek video dekhiye jisme thodi aur details ke sath dikhaya gya.












is post se related koi question ho to comment kare and hamare website Gyanians.com
 ko visit kare ham wordpress, blogging ke upar blog likhte hai. aapka bahut bahut dhanyawad. is post ko read karne ke liye. 


Tags