Pan Card ke Details Update/Correction kaise kre

Hindi Articles

Hello Dosto pichle post me batya ki Pan Card Kaise Banate hai Apply kaise krte hai. Is post me shikhenge Pan Card ke Details (Name, Address, DOB, etc. ) ko Sahi kaise kare Update/correction kaise kare?



Pan Card ke Details me Agar kuch Mistake rahti hai to hame kisi bhi kaam ke liye problem ho skti hai. Aaj hi mere ek dost ne bataya ki uska PF ka paisa nhi mil paa raha hai mene pucha kya baat ho gyi to usne bataya uske Pan Card me Date of Birth and Address ke mistake ke karan uska PF ka paisa ruka pada hai.




correction pan card





To dosto pan Card ek bahut hi Important documents hai jisme choti-choti mistake ke wajah se aapko Bahut pareshani me daal skti hai. is Post me me aapko pan card ko update/correction kaise krte hai uski jankari dunga to aap is post/video ko aakhir tak padhiye/dekhiye aur janiye kaise pan card me sudhar kiya jaa skta hai.















Pan Card me Sudhar kaise kare dekhiye hindi me 



aap is video ko pura dekh kar aapna Pan Card ko me sudhar kar skte hai. chaliye dekhte hai is video ko and shikte hai. 


pan card official website Go To Pan card Official website.




















Apko Pan card ke updation ke liye kya kiya chahiye ?



jasia ki video me dikhaya gya hai aapko 2 se 3 document PDF file me chahiye wo bhi 50KB ke size pe.



  • Identity ke liye aap Aadhar card, voter card, govt. approved certificate, govt. school id card ko upload kar skte hai. 

  • Address Proof electricity bill, aadhar card, telephone bill, etc..

  • And jis Pan Card ko Update kar rahe ho uska ek copy jo ki PDF me ho.

  • passport size photo

  • signature 



dhyan rahe ki sabhi file PDF me ho and sabki Size 50kb ke undar ho . PFD file banane ke liye aap apne computer me ms word ko use kar skte hai ya online tools 


PDF file banane ke liye




Track your PAN Application Status




apne pan card ke track krne ke liye yaha jaye. 






To Dosto aasha hai aapko ye post acchi lagi aur helpful lagi. yadi aapko kisi prakar ka question ho to aap niche comment ke jaiye bata skte hai and koi sujhav dene ke liye comment de skte hai and ise apne Friends se share jarur kaiye. 


Tags